Oye Raju Pyaar Na Kariyo Kariyo
Singer & Music: Adnan Raj
Cust: Gobinda & Rani Mukharji
Movie: Hadh Kar Di Apne
Oye Raju Pyaar Na Kariyo Lyrics In Hindi:
(Oye Raju Pyaar Na Kariyo Kariyo Dil Toot Jaata Hai
Chaahat Ki Baat Na Kariyo Kariyo Dil Toot Jaata
Hai) - 2
Dil Deewana Tu Na Aana Dil Ki Baaton Mein Soch
Le
Oye Raju Pyaar Na Kariyo Kariyo Dil Toot Jaata
Hai
Maine Apne Dil Ko Mere Dil Ne Mujhko Roka
Pyaar Hai Kya Ek Mast Hawa Ka Aata Jaata Jhonka
Oye Oh Maine Apne Dil Ko Mere Dil Ne Mujhko Roka
Pyaar Hai Kya Ek Mast Hawa Ka Aata Jaata Jhonka
Jaan Ganwa Baithe Jisne Khela Ye Khel Dilon Ka
Oye Raju Pyaar Na Kariyo Kariyo Dil Toot Jaata
Hai
Phele Phele Pyar Ke Acche Lagte Hai Barsate
Uske Baad Na Pucho Kaise Katte Hai Rate
Raste Mai Rah Jate Hai
Raste Mai Rah Jate Hai Armano Ke Barsate
Oye Raju Pyaar Na Kariyo Kariyo Dil Toot Jaata
Hai
Chaahat Ki Baat Na Kariyo Kariyo Dil Toot Jaata
Hai
(Pyaar Mein Apni Jaan Bhi Ho Jaati Hai Cheez
Paraai
Dil Mein Basne Waale Aksar Hote Hain Harjaai) -2
Oh Oh Pyaar Mein Apni Jaan Bhi Ho Jaati Hai
Cheez Paraai
Dil Mein Basne Waale Aksar Hote Hain Harjaai
Humne Bhi Sab Jaana Jo Chot Jigar Par Khaai
Oye Raaju Pyaar Na Kariyo Kariyo Dil Toot Jaata
Hai
Chaahat Ki Baat Na Kariyo Kariyo Dil Toot Jaata
Hai
Dil Deewana Tu Na Aana Dil Ki Baaton Mein Soch
Le

0 تعليقات